Sarso Ka Sag Kaise Banaye Sarso Ka Saag Banane Ki Vidhi In Hindi How To Make Sarson Ka Saag And Makki Ki Roti

Sarson Ka Saag Banane Ka Tarika In Urdu Sarson Ka Saag Kaise Banta Hai


Makki Ki Roti Sarson Ka Saag Banane Ki Recipe in Urdu/Hindi

How To Make Sarson Ka Saag At Home Recipe Sarson Ka Saag Recipe Punjabi Style In Hindi



Sarson Ka Saag Aur Makki Ki Roti Ingredients



Sarson Ka Saag : 1 Kilo
Namak : Hasb E Zaiqa
Lehsan Ke Juvay : 6 Adad
Pyaz : 1 Adad Bareek Kati Hui
Hari Mirchen : 4 Adad
Makai Ka Aata  : Adhi Piyali
Oil : Adhi Piyali

Sarson Ka Saag Makki Ki Roti Recipe In Hindi Saag Pakane Ka Tarika:-




Saag ko achi tarha dho kar bareek kaat lain. Degchi mein saag ke saath namak, lehsan, pyaz aur mirchen daal kar itna pakain ke saag ka pani khushk ho jaye. Chulhe se utar kar achi tarha thanda hone par pees lain. Iss degchi mein oil ko darmiyani aanch par 3 se 4 minute garam karen aur iss mein pissa hua saag daal dain. 5 se 7 minute bhoon lene ke baad iss mein aata daal kar achi tarha mila lain aur dhak kar halki aanch par 5 minute tak pakain aur chulhe utar lain. Sarson ka saag dish mein nikal kar adrak chirak dain aur makhan daal kar garam garam makai ki roti aur lassi ke sath paish karen.

Comments