Aam Ki Chatni Banane Ka Tarika Mango Chutney Recipe in Urdu Aam Ki Chatni Banane Ki Vidhi in Hindi

Mango Chutney Recipe South Indian Style Aam Ki Meethi Chatni Recipe


Aam Ki Chatni Banane Ka Tarika


Green Mango Chutney Sanjeev Kapoor Kacche Aam Ki Chatni Recipe in Urdu 



Ajza / Ingredients for Mango Chutney


Kachay Aam : 1 Kilo
Badam : Adhi Piyali
Choharay : 1/5  Piyali
Kishmish : Adha Kilo
Surkh Mirch : Adha Cup
Adrak : 1 Piece
Pudina : 1 Guthi
Sirka : 2 Piyali
Namak : Hasb e Zaiqa
Cheeni : 1 Cup

Recipe

Kachi Ambi Ki Chatni Kacha Aam Ki Chatni Tarkeeb :-

Aam ke tukde kaat lain. Chilka utar dain. Badam aur choharay ko garam pani mein bhigo dein. Badam cheel kar pees lein. Choharay ki guthliyan nikal kar in ko bhi mota mota pees lein. kishmish ko kapde se saaf kar lein adrak aur pudine ko bhi piece lain. Aik degchi mein aam ke tukde daal kar ubal lain. Jab naram pad jaye aur pani khushk ho jaye to inko bhi pees lein. Ab pissay hue badam, choharay, kishmish, sirka, adrak, pudina ,chatni, surkh mirch aur namak daal kar pissi hui aam ki chutney ko kuch dair tak aur pakain. Ab sheeshe ke jar mein nikal kar dhoop mein rakhen. Dhoop mein 2 ya 3 ghante rakhne ke bad aap chatni ko istemal kar sakte hain.

Comments